Latest News

Favor ate
Showing posts with label Shayari. Show all posts
Showing posts with label Shayari. Show all posts

Saturday, 9 June 2018

Dard Shayari in Hindi

https://www.blogvoter.com/p/ left;" trbidi="on">

Dard Shayari in Hindi

Dard Shayari in Hindi

Dard Shayari in Hindi

Ajab Hunnar Hai Mere Hath Mein, Yeh Shair Likhne Ka; Mein Apni Barbadian Likhta Hun, Log Wah Wah Karte Hain!
Meri Chahat Ko Mere Halaat Ke Tarazu Mein Kabhi Mat Tolna, Maine Woh Zakham Bhi Khaye Hain, Jo Meri Qismat Main Nahi The!
Talaash Kar Meri Kami Ko Apne Dil Mein; Agar Dard Mile To Samajh Lena, Mohabbat Abhi Baki Hai!
Jagmagaate Shehar Ki Raanayion Mein Kya Naa Tha; Dhundne Nikla Tha Jisko, Bas Vahi Chehra Na Tha! Hum Vahi, Tum Bhi, Vahi, Mausam Vahi, Manzar Vahi; Faansle Badh Jaayenge Itne, Kabhi Socha Na Tha!
Shaam Se Aaj Saans Bhaari Hai, Bekaraari Bekaraari Hai! Aapke Baad Har Ghadi Humnein, Aap Ke Saath Hi Guzaari Hai!
Dua Maangi Thi Ik Aashiyaane Ki; Aandhiyaan Chal Padi Zamaane Ki; Mere Gham Ko Koi Samajh Na Saka; Kyonki Mujhe Aadat Thi Muskuraane Ki!
Mujhe udaas dekhkar usne kaha, Mere hote hue tumhe koi dukh nhi de skta; `Phir aisa hi hua` zindgi mein; Jitne dukh mile sab usi ne diye.
Raha Yun Hi Namukkamal, Gham-e-Ishq Ka Fasaana; Kabhi Mujhko Neend Aayi, Kabhi So Gaya Zamaana!
Aap To Chand Ho, Jisse Sab Yaad Karte Hain; Hamaari Kismat To Sitaron Jaisi Hai; Yaad Karna To Durr, Log Apni Khwahish Ke Liye Bhi; Hamaare Tootne Ka Intezar Karte Hain!
Meri Majburiyon Ko Meri Badkismati Mat Samajhna; Qyunki Hum Unn Rahon Par Se Bhi Guzre Hein; Jahan Kismat To Durr, Saaya Bhi Sath Nahi Deta!
Aaj Unhone Ek Aur Dard Diya To Yaad Aaya; Hamne Hi To Maange The Unke Sare Dard Apni Duaao Mein!
Toote Hain Sheesha Dil Haaye Dil Itne Ke Ehl-e-Dard; Rakhte Hain Paaon Khaak Par Sau Baar Dekh Kar!
Hum To Hass Lete Hain Dukh Mein Bhi, Teri Rehmat Se; Varna Log To Sukh Mein Bhi Pareshaan Rehtey Hain!
Is Behte Dard Ko Mat Roko; Yeh To Sazza Hai Kisi Ke Intezaar Ki; Log Inhe Aansu Kahen Ya Deewangi; Par Yeh To Nishani Hain Kissi Ke Pyaar Ki!
Hai Koi Janaaza Padne Wala; Main Apne Dil Ko Maar Betha Hun!
Uttar Chukki Hai Meri Rooh Mein Kisi Ki Nigah; Tarap Rahi Hai Meri Zindagi Kisi Ke Liye!
Un Logo Ka Kya Hua Hoga, Jinko Meri Tarha Gum Ne Mara Hoga, Kinare Par Khade Log Kya Jane, Dubne Wale Ne Kin-Kin Ko Pukara Hoga..!
Labon pe aaj unka Naam aa gaya, Pyase pass jaise Jaam aa Gaya, Dole kadam to gire unki Bahon mein ja kar, Aaj Hamara Pina hi Hamare Kaam Aa Gaya.
Iss behte dard ko mat roko, Yeh to saza hai kisi ke intezar ki Log inhe aansu kahe ya deewaangi, Par yeh to nishani hai kisi ke pyaar ki.
Aaj hum unhe bewafa batakar aaye hai, Unhone likhe khatoan ko pani mai bahakar aaye hai, Koi nikalkar padh na le unn khatoan ko Esliye pani mai aag lagakar aaye hai…..
Jhuki nazron se ikrar mat krna, Nazre utha kr inkar mat krna,Raat bhar tarapte ho kisi ki yadon me, Or dosron ko kehte ho kisi se pyar na krna
Roz dhalti huyi shaam se dar lagta hain, Ab mujhe ishq ke anjaam se dar lagta h Jab se tumne mujhe dhokha diya, Tabse mohabbat k nam se b dar lagta hai.
Khushiyaan ek kahani ban k rah gayi, milte milte yeh dooriyaan badti gayi, Na jane kahaan gayi woh khilti huyi mausam, dil mein ek andhera si cha gayi.

Read This : 

Saturday, 26 May 2018

Waqt Shayari in Hindi

Waqt Shayari in Hindi

Waqt Shayari in Hindi

Waqt Shayari in Hindi

Phir Kab Milenge Yeh Unhone Pucha Nahi Kyu Ho Rahe Hain Juda Yeh Humne Bataya Nahi Kab Unke Aansuo Ne Humko Bewafa Kaha Pata Hi Nahi Bus Woh Waqt Hi Kuch Aisa Tha Jisko Humne Pehchana Nahi…
Jaanu Main Uski Har Ek Baat Aaj Bhi Yaad Aati Hai Wo Pehli Mulaqat Gujre Wo Lamhe Wo Din Aur Raat Yahi To Hai Waqt Ki Mujh Ko Saugaat
Jo Mila Waqt To Bulaunga Use Us Ke Diye Zakhm Bhi Dikhaunga Use Us Ki Ye Tamanna Bhi Puri Karunga Ek Roz Jab Niklegi Aakhri Saans Bhool Jayunga Use…
Paison ki Daud Me Aise Daude, Ki Thakne ka Bhi Waqt Nahi,Paraye Ehsason Ki Kya Kadr Karein, Jab Apane Sapno Ke Liye Hi Waqt Nahi.
Tumhe Yaad Karne Wale Kum Na Hoonge, Waqt K Saath Shayad Hum Na Hoonge, Tum Kisi Ko Kitna Bhi Yaad Karo, Magar Tumhari Yaado Ke Hakdaar Sirf Hum Hoonge…
Kaisa Waqt Hey Usay Fursat Nahe Muje Yad Krne Ki, Kabhi Wo Shaks Meri He Sanso Se Jia Krta Tha…
Beshak Kuch Waqt Ka Intzaar Mila Humko, Par Khuda Se Badkar Yaar Mila Humko, Na Rahi Tamanna Kisi Jannat Ki, Dosti Mein Itna Pyaar Mila Humko..
Maa Ki Loree Ka Ehsaas To Hai, Par Maa Ko Maa Kehne Ka Waqt Nah, Saare Rishton Ko To Hum Maar Chuke, Ab Unhe Dafnane Ka Bhi Waqt Nahi.
Waqt Ki Aanch Me Patthar Bhi Pighal Jaate Hai, Khushi Ke Lamhe Gum Me Badal Jaate Hai,Kaun Karta Hai Yaad Kissi Ko Yaara, Waqt Ke Saath Khayalaat Bhi Badal Jaate Hai..
Waqt Ne Sari Kahani Hi Badal Dali, Pyar Ka Naam Jo Aata Hai To Dar Lagta Hai, Zakham Kuch Aise Bhi Apno Ne Diye Hai Mujhko, Ab Koi Haath Milata Hai To Dar Lagta Hai…
Waqt Ki Dhoop Ho Ya Baarish, Kuch Kadmon Ke Nishan Kabhi Nahi Khote,Jinhe Yaad Karke Khush Hoti Hai Aankhen, Wo Log Duur Hokar Bhi Duur Nahi Hote!
Waqt se jyada zindagi mein, Koi bhi apna aur paraya nahi hota. Agar waqt apna h to sabhi apne hote hai, Aur agar waqt hi paraya ho to, Apne bhi paraye ho jate hain.
Kabhi Ek Lamha Aisa bhi Aata Hai, Jisme beeta Hua kal Nazar ata Hai, Bas Yaadein Reh Jati Hai Yaad krne K Liye, Aur Waqt Sab Kuch Leke Guzar Jata Hai !!
Koi achha lage to usse pyar mat karna Uske liye neendein bekaar mat karna Do din to aayenge khushi se milne Teesre din kahenge mera intezar mat karna
Ajab Paheliya Hai Mere In Hathon Ki Laakiron Mein Safar To Likha Hai Magar Manzeelon Ka Nishaan Nahi!!
Waqt Se Lad Kar Jo Apna Nasib Badal De, Insan Wahi Jo Apni Taqdir Badal De, Kal Kya Hoga Kabhi Na Socho, Kya Pata Kal Waqt Khud Apni Tasveer Badal de.
वक़्त रहता नही कहीं टिककर इसकी आदत भी आदमी सी है.
इस जज़्ब-ए-ग़म के बारे में एक मशविरा तुमसे लेना है उस वक़्त मुझे क्या लाज़िम है जब तुम पे मेरा दिल आ जाए.
ऐ रहबर-ए-कामिल चलने को तैयार तो हुँ पर याद रहे उस वक़्त मुझे भटका देना जब सामने मंज़िल आ जाए.

Check This : 

Wednesday, 23 May 2018

Karwa Chauth Shayari in Hindi

Karwa Chauth Shayari in Hindi

Karwa Chauth Shayari in Hindi

Karwa Chauth Shayari in Hindi

Aaj mujhe aapka khaas intezaar hai… Apki lambi umar ki mujhe darkaar hai… Jaldi Aana… Happy Karwa Chauth.
Ye biwiyan bhi bohut azeeb hoti hai 364 din pati ko jeene nahi deti aur 1 din Karwa Chauth ka vrat kar marne bhi nahi deti.
किसी ने खूब कहा है : ऐ चाँद तू किस मजहब का है !! ईद भी तेरी और करवाचौथ भी तेरा!!
सुख दुःख मे हम तुम हर पल साथ निभाएंगे, एक जनम नहीं सातो जनम पति-पत्नी बन आएंगे
सनम का चाँद सा चेहरा जब तक न हो निगाहों मे.. कहाँ करवा चौथ तब तक, कहाँ कोई दिवाली है
Karwa Chauth Ka Anand Ek Stri Hi Janti He, Apne Pati Ki Mohabat To Ek Stri Hi Janti He, Na Jane Kyu Par Aaj Kahene Ko Ji Chata He Ke, Karwa Chauth Hi Uske Bhagya Ko Banati He…
चाँद की पूजा करके करती हूँ मैं तेरी सलामती की दुआ, तुझे लग जाये मेरी भी उमर गम रहे हर पल जुदा
Mohabbat aik aisi bhi, Khuda ki banai moti si, Bhukh pyaas se aur chamke, Aise fitrat karva chauth ki jyoti si.
खुद सारे दिन भूखी रहकर अपने पति के लिए अच्छे स्वास्थ्य तथा लम्बी उम्र की कामना करने वाली भारतीय नारी को दिल से नमन
Pura din hai aaj hamara upavas, Pati aaye jaldi yahi he aas, Na todna hamari ye aas, Kyu ke aaj he karva chauth, Aaj ke din mat karna humara uphaas
Aaye to sang laye khushiyan hazar, Har saal manayein hum yeh tyohar,Bhar de hamara daaman khushiyon ke sath, De jaye umar tumhe hazaar hazaar saal!
Karva Chauth Ke Din Bada Khush Hota Hai, Kyu Ki Woh DIn Bada Hi Shubh Hota Hai, Rakhte Hain Us Din Pati Ke Liye Vrat, Kyu Ki Dil Mein Unki Lambi Umar Ki Wish Hoti Hai
“Chand ki chamak ke sath, sanso ki mahak ke sath, sharadha ki raat liye, viswas ki saugat liye, dil se tumhare liye hai khas ye karwa chauth.
“Aaj ka din bada khaas hai, Aap ke aane ki aas hai, Thodi bhook thodi pyaas hai, Aap nahi bas aapka aehsaas hai.
“Karwachauth Ka Din Hai, Tumhaari Yaadon Se Bhare Hai Hum , Tum Bin Zindagi Kitni Berang Hogi, Ye Soch Ke Kayi Baar Dare Hai Hum.
“Patni karti vart to Pati karta pyar, Tabhi to patni hai tyagti khana har bar, Aisa hi hai Karwa Chauth ka tyohar. Happy Karwa Chauth.”
“Apne hathon mein choodiyan sajaye, mathe pe apne sindoor lagaye, nikle har suhagan chand k intezaar mein, Rab unki har manokamna poori karayein.
“Karwa Chauth aapki zindagi me khushiyan aur saphalta le aayein Ishwar se yahi prathna karte hain. Karwa Chauth ki bahut bahut subhkaamnaye”
“Khushiyan rahen aapke pass, gham nahi, kaamyabi rahen aapke pass, nakamyabi nahi, sab kuch acha ho aapke sath, bura kuch bhi nahi, dua karte hain iss karwa chauth me aapki har dua puri ho.
Apna Humsafar Bana Le Mujhe, Tera Hi Saaya Hun Apna Le Mujhe, Ye Raat Ka Safar Aur Bhi Haseen Ho Jaayega, Tu Aa Ja Mere Sapnon Me Ya Bula Le Mujhe!
Do Baante Unse Ki To Dil Ka Dard Kho Gaya, Logo Ne Humse Pucha Ke Tumko Kya Ho Gaya Bekraar Aankho Se Hans Kar Reh Gaye Ye Bhi Na Kah Ske Ki Hme Pyar Ho Gaya.

Check Also : 

Friday, 18 May 2018

Intezaar Shayari

Intezaar Shayari

Intezaar Shayari

Intezaar Shayari

Aaj Mausam Ko Kya Ho Gaya Dost Mera Jaane Kahan Kho Gaya Hum To Uske MSG Ka Intezaar Karte Reh Gaye Par Lagta Hai Koi Aur Uske MSG Ka Haqdar Ho Gaya…
Usne Kaha Ab Kiska Intezaar Hai, Maine Kaha Ab Bhi Mohabbat Baaki Hai, Usne Kaha Tu Toh Kab Ka Guzar Chuka Hai ‘Masroor’, Maine Kaha Ab Bhi Mera Hausla Baaki Hai…
Unka vaada hai ki wo laut k aayenge, isi ummid par hum jiye jayenge, ye intejar bhi unki hi tarah pyara hai, kar rhe the, kar rhe hain aur kiye jayenge…
Char dino ki chahat mein umar bhar ka intezar hai, Mohabbat ek aisi majburi hai jisme sab lachar hain, Juda nahi kar sakti ab maut bhi mujhe teri yaadon se, Aur ek zindagi hai jo har pal tere liye beqarar hai…
Kabhi to hume bhi yaad karoge Do pal mere liye bhi barbaad karoge Intezaar rahega hume bhi Qayamat takhum bhi to dekhe tu akhir kab tak hume pyaar na karoge…
खबर नहीं मुझे यह जिन्दगी कहाँ ले जाए; कहीं ठहर के मेरा इंतज़ार मत करना।
Unki Apni Marzi Ho, To Wo Humse Baat Karte Hain… Aur Hamara Pagalpan Dekho Ki Sara Din Unki Marzi Ka Intezaar Karte Hain
Kyu Mere Liye Koi Intzar Karega, Apni Zindgi Mere Liye Bekrar Karega. Me Kya Hu Meri Hasti Hi Kya Hai, Kya Dekhkar Humse Koi Pyar Karega !!
Bahut Ho Chuka Intezaar Unka, Ab Aur Zakham Sahe Jaate Nahi, Kya Bayaan Karein Unke Sitam Ko, Dard Unke Kahe Jate Nahi…
Zindagi Hasin Hai Zindagi Se Pyaar Karo, Hai Rat To Subah Ka Intzar Karo, Wo Pal Bhi Ayega Jiska Intzaar Hai Aap Ko, Rab Pr Bhrosa Or Waqt Pe Aitbar Rakho… ….
ab kaise kahu ki tujhse pyar hai kitna tu kya jaane bedardi tera intezaar hai kitna
tum dekhna yeh intezaar rang layega zaroor ek roz aagan me mausam ae bahar aayega zaroor
usi din ke intezaar me kaanto pe chal raha hoo ghar me nahi sajan angaro me pal raha hoo
Kho Gayi Shaam Kisi ke Intezar Mein, Dhal Gayi Raat Kisi ke Intezar Mein, Fir Hua Savera Kisi ke Intezar Mein, Intezar Ki Aadat Ho Gayi Kisi ke Intezar Mein..
Tera Intezaar Mujhe Har Pal Rehta Hai, Har Lamha Mujhe Tera Ehsaas Rehta Hai, Tujh Bin Dhadkane Rukk Si Jaati Hai, Ki Tu Mere Dil Me Meri Dhadkan Banke Rehta Hai.
Sukhe Patte se Pyar kar Lenge, Tumhara Aitbaar Kar Lenge, Tum ye to Kaho ki Hum Tumhare h, Hum Jindagi Bhar Intezaar Kar lenge.
Tere intezaar ke maare hai hum Sirf teri he yaado ke sahare hai hum Tujhe chaha tha jeetna is duniya se Or aaj tere he haatho haare hai hum
Deedar ko tere tarasne lage hai hum Intezar mai tere tadapne lage hai hum Jaise shakho se patte girke bikhar jate hai Tutkar waise he bikharne lage hai hum
Mat Intzar karvao hame Itna, Ki waqt ke faisle par afsos ho jaye. Kya pata kal tum laut kar aao, Or hum sada ke liye khamosh ho jayein.
Phir Aaj Koi Gazal Tere Naam Na Ho Jaye Kahin Likhte Likhte Shaam Na Ho JayeKar Rahe Hain Intezaar Teri Mohabbat Ka Isi Intezaar Me Zindagi Tamam Na Ho Jaye
हमने ये शाम चराग़ों से सजा रक्खी है; आपके इंतजार में पलके बिछा रखी हैं; हवा टकरा रही है शमा से बार-बार; और हमने शर्त इन हवाओं से लगा रक्खी है।
आँखों में बसी है प्यारी सूरत तेरी; और दिल में बसा है तेरा प्यार; चाहे तू कबूल करे या ना करे; हमें रहेगा तेरा इंतज़ार!

Read This : 

Thursday, 17 May 2018

Alone Shayari

Alone Shayari

Alone Shayari

Alone Shayari

Ab to un ki yaad bhi aati nahin, Kitni tanha ho gayin tanhaayiyan..
Manzile Bhi Uski Thi Rasta Bhi Uska ThaEk Main Akela Tha, Kafila Bi Uska Tha Sath-Sath Chalne Ki Soch Bi Uski Thi Fir Raasta Badalne Ka Faisla Bhi Uska Tha.
Chiraagon Ki Roshni Jab Zara Hili Laga Tumhari Ek Aahat Si Mili Jaake Dekha Jab Dar Pe To Phir Wahi Zaalim Hawa Mili
Aik Pal Ka Ehsas Bankar Ate Ho Tum Dosre Hi Pal Khuwab Bankar Ur Jate Ho Tum Janty Ho K Lagta Hia Dar Tanhaiyo se Phr Be Bar Bar Tanha Chor jate ho Tum
Geele Kagaz Ki Tarah Hain Zindagi Apni Koi Jalata Bhi Nahin Koi Bahata Bhi Nahin Is Qadar Hain Akale Rahaon Mein Dil Ki Koi Bulata Bhi Nahi Koi Batlata Bhi Nahin.
Dard Me Koi Mausam Pyaara Nai Hota Dil Ho Pyasa To Pani Se Guzara Nai Hota Koi Dekhe To Hamari Bebassi Hum Sab Ke Ho Jate Par Koi Hamara Nahi Hota
Is Do Pal Ki Zindagi Mein Tanhai Kyu Hai ? Logon Ko Humse Ruswai Kyu Hai ? Is Duniya Mein Insane Kam To Nahin Phir Mere Saath Sirf Meri Parchai Kyu Hai
Udaas Muskurahaton Ke Peeche, Ghum Ke Railay Hain Ab Tumhain Kya Batayain, Ke Tum Bin Kitne Akele Hain
Mulakat Bhi Kabi Aansu De Jati Hai Nazren Bhi Kabi Dhokha De Jati Hai Gujre Hue Lamho Ko Yaad Krke Dekhiye… Tanhai Bhi Kbi Kabi Sukoon De Jati Hai
Ab Bhi Taaza Hai Zakhm Seene Mein, Bin Tere Kya Rakha Hai Jeene Mein, Hum To Zinda Hain Tera Sath Paane Ko, Warna Dair Kitni Lagti Hai Zaher Peene Mein
Hum Nikle the pyar ki Talaash main…. Badi muskil se unko dhundha, unhone je soch kar alwida keh diya…. Gareeb lok hai mohabat ke siva kya denge
Gila aap se nahi koi, Gila hum apni majbooriyon se karte hain. Aap aaj hamare karib naa sahi….. Mohabbat to hum aapki dooriyon se bhi karte hain…
Milne ki khushi hai ya bichhadne ka gum, Ankhon mein aansu hai ya udas hai hum, Kaise kahain ki kaise hain hum, Bas itna samajh lena ki tum bin bohut akele hai hum.
Tum Haqeeqat Ho Ya Faraib Meri Aankhon Ka Na Dil Say Niqaltay Ho Na Zindagi Mein Aatey Ho…!
Ham Ne Kab Un Say Mulaqat Ka Waada Chaha Door Reh Kar To Unhe Aur Bhi Ziyada Chaha Yaad Aaye Hamen Aur Bhi Shidat Say Who Bhool Jane Ka Unhe Jab Bhi Iraada Chaha
Khayal me aata hai jab us ka chehra, To labon pe aksar faryaad aati hai, Hum bhool jate hai us k sare sitam, Jab us ki thori si mohabbat yaad aati hai…
Kitni raaten beet gai, kitne din beet gaye. Bus beeta nahin to yaadon ka vo pal, wo guzra hua kal, Beeti nahin to aankhon ki nami, aur aapki kami.
Meri Aawaz Usay Sunai nahi deti, Ab to door tak koi Umeed bhi Dikhai nahi deti,Ehsas Usay Aur Sab Logon ka hai, Bus meri hi Tanhai Usay Dikhai nahi deti
किन लफ़्ज़ों में बंया करूँ मैं अपने दर्द को, सुनने वाले तो बहुत है मगर समझने वाला कोई नहीं…

See Also : 

Lonely Shayari

See More : 

Subscribe