Waqt Shayari in Hindi
Waqt Shayari in Hindi
Phir Kab Milenge Yeh Unhone Pucha Nahi Kyu Ho Rahe Hain Juda Yeh Humne Bataya Nahi Kab Unke Aansuo Ne Humko Bewafa Kaha Pata Hi Nahi Bus Woh Waqt Hi Kuch Aisa Tha Jisko Humne Pehchana Nahi…
Jaanu Main Uski Har Ek Baat Aaj Bhi Yaad Aati Hai Wo Pehli Mulaqat Gujre Wo Lamhe Wo Din Aur Raat Yahi To Hai Waqt Ki Mujh Ko Saugaat
Jo Mila Waqt To Bulaunga Use Us Ke Diye Zakhm Bhi Dikhaunga Use Us Ki Ye Tamanna Bhi Puri Karunga Ek Roz Jab Niklegi Aakhri Saans Bhool Jayunga Use…
Paison ki Daud Me Aise Daude, Ki Thakne ka Bhi Waqt Nahi,Paraye Ehsason Ki Kya Kadr Karein, Jab Apane Sapno Ke Liye Hi Waqt Nahi.
Tumhe Yaad Karne Wale Kum Na Hoonge, Waqt K Saath Shayad Hum Na Hoonge, Tum Kisi Ko Kitna Bhi Yaad Karo, Magar Tumhari Yaado Ke Hakdaar Sirf Hum Hoonge…
Kaisa Waqt Hey Usay Fursat Nahe Muje Yad Krne Ki, Kabhi Wo Shaks Meri He Sanso Se Jia Krta Tha…
Beshak Kuch Waqt Ka Intzaar Mila Humko, Par Khuda Se Badkar Yaar Mila Humko, Na Rahi Tamanna Kisi Jannat Ki, Dosti Mein Itna Pyaar Mila Humko..
Maa Ki Loree Ka Ehsaas To Hai, Par Maa Ko Maa Kehne Ka Waqt Nah, Saare Rishton Ko To Hum Maar Chuke, Ab Unhe Dafnane Ka Bhi Waqt Nahi.
Waqt Ki Aanch Me Patthar Bhi Pighal Jaate Hai, Khushi Ke Lamhe Gum Me Badal Jaate Hai,Kaun Karta Hai Yaad Kissi Ko Yaara, Waqt Ke Saath Khayalaat Bhi Badal Jaate Hai..
Waqt Ne Sari Kahani Hi Badal Dali, Pyar Ka Naam Jo Aata Hai To Dar Lagta Hai, Zakham Kuch Aise Bhi Apno Ne Diye Hai Mujhko, Ab Koi Haath Milata Hai To Dar Lagta Hai…
Waqt Ki Dhoop Ho Ya Baarish, Kuch Kadmon Ke Nishan Kabhi Nahi Khote,Jinhe Yaad Karke Khush Hoti Hai Aankhen, Wo Log Duur Hokar Bhi Duur Nahi Hote!
Waqt se jyada zindagi mein, Koi bhi apna aur paraya nahi hota. Agar waqt apna h to sabhi apne hote hai, Aur agar waqt hi paraya ho to, Apne bhi paraye ho jate hain.
Kabhi Ek Lamha Aisa bhi Aata Hai, Jisme beeta Hua kal Nazar ata Hai, Bas Yaadein Reh Jati Hai Yaad krne K Liye, Aur Waqt Sab Kuch Leke Guzar Jata Hai !!
Koi achha lage to usse pyar mat karna Uske liye neendein bekaar mat karna Do din to aayenge khushi se milne Teesre din kahenge mera intezar mat karna
Ajab Paheliya Hai Mere In Hathon Ki Laakiron Mein Safar To Likha Hai Magar Manzeelon Ka Nishaan Nahi!!
Waqt Se Lad Kar Jo Apna Nasib Badal De, Insan Wahi Jo Apni Taqdir Badal De, Kal Kya Hoga Kabhi Na Socho, Kya Pata Kal Waqt Khud Apni Tasveer Badal de.
वक़्त रहता नही कहीं टिककर इसकी आदत भी आदमी सी है.
इस जज़्ब-ए-ग़म के बारे में एक मशविरा तुमसे लेना है उस वक़्त मुझे क्या लाज़िम है जब तुम पे मेरा दिल आ जाए.
ऐ रहबर-ए-कामिल चलने को तैयार तो हुँ पर याद रहे उस वक़्त मुझे भटका देना जब सामने मंज़िल आ जाए.
Check This :