Thank You Shayari in Hindi
Thank You Shayari in Hindi
किस तरह शुक्रिया अदा करूँ, उस ख़ुदा का अल्फ़ाज नहीं मिलते, ज़िन्दगी इतनी खुबसूरत ना होती, जो आप जैसे दोस्त नही मिलते
Dost ek sahil hai tufano ke liye Dost ek aaina hai armano ke liye Dost ek mahfil hai anjano ke liye Dosti ek khawahish hai aap jaise dost pane ke liye.
Aap Ke Lafzon Se Hua Thanda Mera Jiya, Lo Aap Ke Naam Pe yeh sher maine Arz kiya, Oh Meri Tareef Karne Wale Friend, Meine Aap Ko Sache Mann Se Karta Hun Shukriya.
Aap Ke Lafzon Se Hua Thanda Mera Jiya, Lo Aap Ke Naam Pe Yeh Sher Maine Arz Kiya, Oh Meri Tareef Karne Wale Friend, Meine Aap Ko Sache Mann Se Karta Hun Shukriya
Khawabon Mein Aanewale Tera Shukriya, Dil Ko Behlanewale Tera Shukriya, Kaun Karta Hai Is Zamane Mein Kisi Se Dosti Itni, Hume Dost Kehnewale Tera Shukriya.
Aap Ke Lafzon Se Hua Thanda Mera Jiya, Lo Aap Ke Naam Pe Yeh Sher Maine Arz Kiya, Oh Meri Tareef Karne Wale Friend, Meine Aap Ko Sache Mann Se Karta Hun Shukriya.
Wabasta Ho Gayi Thi Kuch Umeedein Aap Se… Umeedo’N Ka Charag Bujhaney Ka Shukriya…
Dosti Ka Shukriya Kuch Is Trah Ada Kru Aap Bhul B Jao To Mai Yaad Kru Dosti Ne Bas Itna Sikhaya H Muze K Khud Se Pahle Apke Liye Dua Kru.
Aaj Kar Lene De Shukriya Tu Ada Jaane Kis Mod Par Hum Ho Jaye Juda Abhi Tak Mere Saath Jo Tu Chala Dil Ye Chahe, Chale Bas Yahi Silsila Shukriya Shukriya Shukriya
Dil Ko Bahelane Waale Tera Shukriya, Kyun Karta Hai Aaj Ke Zamane Mein Kisise Dosti Itni, Hume Dost Kahne Vaale Tera Shukriya.
हर एक व्यक्ति को अपने जीवन में, अपने द्वारा की गयी गलतियों को धन्यवाद देना चाहिए
“THANK YOU” उस वक्त के लिए, जब मैं लगभग मुस्कुराना भूल गया था और तुमने मुझे हसायाँ.
ऐ खुदा, धन्यवाद… जीवन में दुःख, मुसीबत, जोखिम और चुनौतियों को देने के लिए, क्योंकि मैंने अपने जीवन में सबसे अधिक ऐसे ही हलातों में सीखा हैं.
गर्लफ्रेंड को शौपिंग कराने के बाद जब वो “THANKS” कहती हैं, तो कसम से जख्म पर नमक छिड़कने का ऐहसास होता हैं.
Also Read :