Latest News

Favor ate

Saturday 5 January 2019

Desh Bhakti Shayari in Hindi

Desh Bhakti Shayari in Hindi

Desh Bhakti Shayari in Hindi

Desh Bhakti Shayari In Hindi :

We know we can't express Desh Bhakti with only Shayari for Soldiers and our lovely army with only this but still, this is our try to show our feeling for them. 

15 August is a day where most of the people are searching Shayari on 15 August in Hindi, Hindi Shayari on desh bhakti, shero Shayari on desh bhakti so we have collected this for them.

We Have Written Some Heart Touching Shero Shayari on Desh Bhakti for Bhagat Sing and Our Army and Soldiers who are protecting our Bharat Country 24/7.  

We have all those Desh Shayari for 15 August in Hindi fonts and English Fonts. 

Share our 15 August Shayari on Desh Prem on your Facebook and Whatsapp. 

You may like this best patriotic Shayari on Desh Bhakti among friends and family in which those consider temporarily and clear up the corruption and stand up against corruption. 

Our soldiers die for our country to help it to safe and provided individuals are creating the entire dream down for a couple of money. I truly Respect our Soldiers and the Army. 

Share our websites if you find this Desh Bhakti Shero Shayari heart touching and also Like us on the facebook page.

Kuchh nasha Tirange ki aaan ka hain, Kuch nasha Matrbhumi ki shaan ka hai Hum lahrayenge har jagah ye Tiranga Nasha ye Hindustan ki shaan ka hain..!!
Ye bat hawao ko bataye rakhna Roshni hogi chirago ko jalaye rakna Lahu dekr jiski hifazat hamne aise Tirange ko sada dil me basaye rakhna.
ज़माने भर में मिलते हे आशिक कई , मगर वतन से खूबसूरत कोई सनम नहीं होता , नोटों में भी लिपट कर, सोने में सिमटकर मरे हे कई , मगर तिरंगे से खूबसूरत कोई कफ़न नहीं होता
ज़माने भर में मिलते हे आशिक कई , मगर वतन से खूबसूरत कोई सनम नहीं होता , नोटों में भी लिपट कर, सोने में सिमटकर मरे हे कई , मगर तिरंगे से खूबसूरत कोई कफ़न नहीं होता
Naa Poochho Jamane Ko, Kya Hamari Kahani Hain, Hamari Pehchaan To Sirf Ye Hai Ki Hum Sirf Hindustani Hain.
Halki si dhup barsat k baad, thori si khushi hr baat k baad, Isi tarh mubark ho ap ko, Azadi ki harr raat aj k baad!…. Wish u a very happy Independence Day
मैं भारत बरस का हरदम सम्मान करता हूँ, यहाँ की चांदनी मिट्टी का ही गुणगान करता हुँ, मुझे चिंता नहीं है स्वर्ग जाकर मोक्ष पाने की, तिरंगा हो कफ़न मेरा, बस यही अरमान रखता हूँ.
Tiranga Hai Aan Meri, Tiranga Hi Hai Shaan Meri, Tiranga Rahe Ooncha Sada Hamaara, Tirange Se Hai Dharti Mahaan Meri!
Na maro sanam bewafa ke leeye, Do gaz jameen nhi milegi dafan hone k liye, Marna hain toh maro vatan ke liye, Hasina b duppta utar degi tere kafan ke liye.Vande Mataram, Jai Hind
uss mulk ko koi chu bhi nahi sakta jis desh ki sarhad hai yeh nigahe
Watan hamara misaal mohabat ki, Todta hai deewaar nafrat ki, Meri Khush naseebi, mili zindagi is chaman mein Bhula na sake koi iski khushbo saton janam mein.
Shaan humhari kardi hamne watan ke naam par, Kai Qurbaaniyon se paai hai humne azaadi, Hamara watan jaisa koi watan nahin hai, Ab tau Aan bhi kardi humne humhare watan ke naam par…
Jiska taaj Himalaya hai Jaha bahti Ganga hai Jaha Anekta mein Ekta hai ‘Satyamev Jayate’ Jaha Nara Hai Jaha mazhab bhaichara hai Wo Watan INDIA hamara hai
HappY IndependencE DaY
Kuchh nasha Tirange ki aaan ka hain, Kuch nasha Matrbhumi ki shaan ka hai Hum lahrayenge har jagah ye Tiranga Nasha ye Hindustan ki shaan ka hain..!! Jai Bharat.. Happy Independence Day
Halki si dhup barsat k baad, thori si khushi hr baat k baad, Isi tarh mubark ho ap ko, Azadi ki harr raat aj k baad!…. Wish u a very happy independence day
Naa poochho jamaney ko, Kya hamari kahani hain, Hamari pehchaan to sirf ye hai Ki hum sirf hindustani hain…!!
Ishq toh karta hain har koyi Mehboob pe marta hain har koyi, Kbhi watan ko mehbub bna kr deko Tujh pe marega har koyi……!!!!
Chalo phir se aaj woh nazara yaad kar le, Shahido ke dil me thi vo jwala yaad karle, Jisme behkar azadi pahuchi thi kinare pe Deshbhakto ke khoon ki vo dhara yad krle
दे सलामी इस तिरंगे को जिस से तेरी शान हैं, सर हमेशा ऊँचा रखना इसका जब तक दिल में जान हैं..!!

Desh Bhakti Shayari in Hindi Font

ज़माने भर में मिलते हे आशिक कई , मगर वतन से खूबसूरत कोई सनम नहीं होता , नोटों में भी लिपट कर, सोने में सिमटकर मरे हे कई , मगर तिरंगे से खूबसूरत कोई कफ़न नहीं होता.

2 Line Desh Bhakt Shayari for 15 August

जशन आज़ादी का मुबारक हो देश वालो को, फंदे से मोहब्बत थी हम वतन के मतवालो को…

Two Line Heart Touching Desh Bhakti Shayari

Fir ud gayi neend meri yeh soch kar, Ke jo shaheedo ka baha wo khoon meri neend k liye tha…!!

Two Line Desh Prem Shayari in Hindi Fonts

चले आओ मेरे परिंदों लौट कर अपने आसमान में, देश की मिटटी से खेलो, दूर-दराज़ में क्या रक्खा है

Short Desh Bhakti Shayari for Whatsapp

वो तिरंगे वाली डीपी हो तो लगा लो जरा…bhai ji सुना है कल देशभक्ति दिखाने वाली तारीख है. . . !

Read Also :






140 Character Desh Bhakti Poetry in English Fonts

Adhikar milte nahi liye jate hain Aajad hain magar gulami kiye jate hain Vandan karo un senaniyon ko Jo maut ko aanchal mein jiye jate hain…

Desh Bhakti Shayari in Hindi Language

Aajadi ki kabhi shaam nahi hone denge, Sahidon ki kurbani badnaam nahi hone denge, Bachi ho jo ek bund bhi garam lahu ki… Tab tak bharat ka aanchal nilaam nahi hane denge.

Heart Touching Desh Bhakti Poetry in English Fonts

Itni Si Baat Hawaaon Ko Bataaye Rakhna Roshni Hogi Chiraagon Ko Jalaaye Rakhna Lahu Dekar Ki Hai Jiski Ifajat Hamne Aise Tirange Ko Hamesha Apne Dil Mein Basaaye Rakhna.

Desh Bhakti Lines for Bhagat Singh

unke hawsle ka bhugtaan kya karega koi…. unki shahadat ka karj desh pr udhar hai…. aap aur ham is liye khushhaal hain Qki…. seema pe sainik shahadat ko taiyar hai.
ये बात हवाओं को बताये रखना, रौशनी होगी बस चिरागों को जलाये रखना, लहू देकर जिसकी हिफाज़त हमने की, ऐसे तिरंगे को सदा दिल में बसाये रखना…
Alag hai bhasha, dharm, jaat Aur praant, bhesh, parivesh Par hum sabka ek hai gaurav Rashtradhwaj Tiranga shreshtha.
Chalo Fir Se Khud Ko Jagate Hai, Anusasan Ka Danda Fir Ghumate Hai, Sunhara Rang Hai Gantantra Ka Sahido Ke Lahoo Se, Aise Sahido Ko Ham Sab Sar Jhukate Hai
मेरे मुल्क की हिफाज़त ही मेरा फ़र्ज है और मेरा मुल्क ही मेरी जान है , इस पर कुर्बान है मेरा सब कुछ , नही इससे बढ़कर मुझको अपनी जान है।।
Kuch nasha Tirange ki aaan ka hain, Kuch nasha Matrbhumi ki shaan ka hai Hum lahrayenge har jagah ye Tiranga Nasha ye Hindustan ki shaan ka hain..!!
Khoon se khelenge holi, Agar watan mushkil mein hain, Sarfaroshi ki tamanna, Ab humarey dil mein hain, Aao milkar kare desh ko salam Bolo mera bharat mahan….!!!
Waqt aa gaya hai ab duniya ko saaf-saaf kehna hoga, Desh prem ki prabal dhaar mein har man ko behna hoga, Jise tiranga lage paraya, mera desh chhod jaaye, Hindustan mein Hindustani bankar hi rehna hoga.
Aaj shaheedon ne hai tumko ehle watan lalkara, Todo ghulami ki zanjeerein, barsaao angara, Hindu, Muslim, Sikh hamara bhai-bhai pyara, Yeh hai azadi ka jhanda, ise salaam hamara.
Goonje kahin par shankh, kahin pe ajaan hai Bible hai, Granth Sahab hai, Geeta ka gyan hai, Duniya mein kahin aur yeh manzar naseeb nahi, Dikhao zamaane ko yeh Hindustan hai.
Azm-E-Bafa Mere Watan Ke Saath, Meri Khushiyan Mere Watan Ke Saath, Mera Khoon Paseena Watan Ke Naam, Ye Zazbaa Mere Khaabon Ke Saath.
Har waqt meri aankho me dharti ka swpan ho. Jab kbhi mru to tirnga mera kfan ho. Aur koi khwahis nahi zindgi me.  Jab kbhi janmu to BHARAT mera vatan ho.
Utha kar Talvar jab ghode pe sawar hote Baandh ke Saafa jab tayyar hote Dekhti hai duniya chhat pe chadke Kehte hai ki kaash hum bhi aise hoshiyaar hote
Khushnaseeb hai wo jo Watan pe mit jaate hai Mar kar bhi wo log Amar ho jaate hai Karta hoon tumhe saalam E-watan pe mitne walo Tumhari har saans mein basta Tirange ka naseeb hai
Watan hamara aise na chhor paaye koi, Rishta hamara aise na tod paaye koi, Dil hamare ek hai ek hai hamari jaan, Hindustan hamara hai hm hai iski shaan
मैं भारत बरस का हरदम अमित सम्मान करता हूँ यहाँ की चांदनी मिट्टी का ही गुणगान करता हूँ, मुझे चिंता नहीं है स्वर्ग जाकर मोक्ष पाने की, तिरंगा हो कफ़न मेरा, बस यही अरमान रखता हूँ।
Na maro sanam bewafa ke liye, Do gaz jameen nhi milegi dafan hone ke liye, Marna hain toh maro vatan ke liye, Hasina b duppta utar degi tere kafan ke liye.
Kuchh nasha Tirange ki aaan ka hain, Kuch nasha Matrbhumi ki shaan ka hai Hum lahrayenge har jagah ye Tiranga Nasha ye Hindustan ki shaan ka hain..!!
Chalo phir se aaj woh nazara yaad kar le, Shahido ke dil me thi vo jwala yaad karle, Jisme behkar azadi pahuchi thi kinare pe Deshbhakto ke khoon ki vo dhara yad krle
Ishq toh karta hain har koyi Mehboob pe marta hain har koyi, Kbhi watan ko mehbub bna kr deko Tujh pe marega har koyi……!!!!
Khoon se khelenge holi, Agar watan mushkil mein hain, Sarfaroshi ki tamanna, Ab humarey dil mein hain, Aao milkar kare desh ko salam Bolo mera bharat mahan….!!!
Naa poochho jamaney ko, Kya hamari kahani hain, Hamari pehchaan to sirf ye hai Ki hum sirf hindustani hain…!!
Watan hamara aise na chhor paaye koi, Rishta hamara aise na tod paaye koi, Dil hamare ek hai ek hai hamari jaan, Hindustan hamara hai hm hai iski shaan.
Ye baat hawao ko bataye rakhna, Roshni hogi chirago ko jalaye rakhna, Lahu dekar jiski hifazat humne ki… aise TIRANGE ko sada Dil me basaye rakhna…. Happy Indian Independence Day …!!
Halki si dhup brsat k baad, thori si khushi hr baat k baad, Isi tarh mubark ho ap ko, Azadi 1 din k baad…. Wish u a very happy Independence Day.
15 August ek aisa din jo hume humari azadi ki yaad dilata hai un deshbhakto ki yaad dilata hai jinhone is desh ke liye apna ghar, apni family, apni jindagi, apni jaan tak gavaa dee.
Na sar jhuka hai kabhi Aur na jhukayenge Kabhi, Jo apne dum pe jiye sach me zindagi h wahi.

Subscribe